Santa Banta SMS Jokes & Text messages in Hindi, Urdu & English

Santa Banta Jokes, Hindi Santa Banta Jokes, Funny Santa Banta Jokes, Latest Jokes on Santa Banta, Short Jokes, SantaBanta SMS Jokes




Funny Santa Banta Jokes in Hindi collection.

Ek chini hospital mein bharti tha
Santa usse milne gaya
Chini bola: Ching Chong Mou Chu Cha or mar gaya
Santa ne iska matlab dusre chini se pucha
Uska matlab tha “Kaminey Oxyen ki pipe se per utha
`
Santa: Hum apni bhasha ko mother tounge(matar bhasha) kyun kahte hain?
Banta: Kyunki mother ke aage father ko bolne ka moka nahi milta.
`
Santa: Doctor saab mujhe loose motion hain koi upaye btaiye
Doctor: potty kitni patli aati hai?
Santa: Itni patli ke aap uske sath garare kar sakte ho.
`
Santa: Yaar banta ye light kha se aati hai
Banta: mere nana ke ghar se
Santa: Wo kaise?
Banta: Jab hamari light jaati hai to papa bolte hain “Sale ne phir kaat di”
`
Santa: teri gaadi ka kya naam hai
Banta: pata nahi yaar per wo “T” se start hoti hai
Santa: Kamaal hai yaar teri gaadi TEA se start hoti hai meri to Petrol se hoti hai.
`
Santa:  mera beta medical college me padhta hai
Banta: Wo waha kya study karta hai
Banta: Wo kuch study nahi karta college wale usper study karte hain.
`
Santa: Mein train mein puri raat nahi so paya
Banta: Kyun?
Santa: Kyunki mein uper wale dabbe mein tha
Banta: to tune niche wale kisi se change kyun nahi kar liya
Santa: Kaise karta niche wale dabbe mein koi tha hi nahi jisse mein change karta

Santa ne ek hotel mein khub khana khaya Khane ke baad wo hath dhone gaya to sath mein wash basin bhi dhone laga
Manager bhag kar aaya or santa se pucha: Aap ye kya kar rhe hain santa ji
Santa bola: ' Oye, tumne hi to idhar board lagaya hai,'Wash Basin'.

No comments:

Post a Comment